Monday, November 16, 2009

Shoonya

Shoonya ka charitra bada hi vichitra hain,
Arth toh hain uskaa 'nimna' par sarvatra usme sammilit hain.
Naa hi uski shuruvaat, naa koi ant hain,
Jeevan ke anant chakra ka wah ek pratibimb hain

1 comment:

Shoonya said...

A tribute to my screen name :)
Thanks a lot !